Shayed keah zameen hay yeah kissi aur jahan ki~
~Mumkin hay tu jisko samajhta hay baharan
auron kee nigahon main woh mosam ho hizan ka!
Hay Sil-Sila Ahwal ka har lehza dagargoon
aye Salik rah fikar na kar sood o zyan ka!
Shayed keah Zameen hay yeah kissi aur Jahan ki
tu jisko samajhta hay falak apnay jahan ka!